COMPUTER YA LAPTOP PR WINDOW 7 KAISE INSTALL KARE
DOSTO HUM SB JANTE HE KI WINDOW 7 BAHUT HE POPULAR WINDOW HE . LEKIN
COMPUTER YA LAPTOP PR WINDOW KAISE INSTALL KARTE HE YAH HAR KOI NI
JANTA. DOSTO HUME WINDOWS KO INSTALL KRNE KI JARURAT KABHI BHI PD SAKTI HE JAISE COMPUTER HANG HONA , DHEERE CHALNA, VIRUS ,AA JANA IN SB KARANO PR HUME APNA COMPUTER KO FORMAT KRNA PD SAKTA HE. OR FORMAT KARNE KE BAD HUNE COMPUTER KO CHLANE KE LIYE OPRATING SYSTEM KI JARUT PADEGI BAH KOI BHI WINDOWS HO SAKTA HE FILHAL HUM WINDOWS 7 KO INSTALL KARNA SHEEKHENGE . TO DOSTO SURU KARTE HE . DOSTO AAP WINDOW 7 KI ISO FILE KO MERI OTHER POST SE DOWNLOAD KR SAKTE HE.
WINDOW 7 KO INSTALL KARNE KE LIYE KYA KYA JARURAT HOGI ?
1) AAPKE PASS WINDOW 7 KI PENDRIVE PR ISO FILE YA WINDOW KI CD HONI CHAHIYE .
2)AGR AAP PENDRIVE PR WINDOW LETE HE TO PENDRIVE BOOTABLE HONA CHAHIYE .
DOSTO AAP WINDOW YAHA SE DOWNLOAD KR SAKTE HE
step 1. sabse pahle aap ko apne computer ya laptop pr pendrive ya cd ko enter karna hoga. fir uske bad restart krna hoga . restart krne kebad aapko esc ya f12 ya del button ko press karna paega . aapke motherbord ke hisabb se key press karna pdega. ab aap dekh payenge ki aapki display pr bahut se option show ho rahe honge aapko bah boot manu pr jana he baha se aapko boot drive ko select karna he jisme hamri window he .usme click karne ke bad bad loding hone lagega.
step 2. window loding hone ke bad aapke samne display me show hoga baha se aapko sirf language ko bs set karna he jo bhi language aap chate ho.
step 3. language ko select karne ke bad aapko next pr click krna he
fir uske bad install now button pr press leejiye.
step 4. ab " i accept the license term " ko sekect kr ke next kr deejiye.
step 5. next button pr click karne ke bad aapko do option show honge 1. upgade 2. custom advanced
to aapko sirf custom pr click karna he
step 6. upr ke option ko select karne ke bad aap dekhenge drive ko format or partition krne ke option show honge .
aapko cdrive ko to format karna hee he agr aap abhi drive ka data ko udana chahte he to unhe bhi format kr sakte he .
ab aapko c drive ko select krna he jisme hmari windows ki files hongi.
step 7. ab next button pr click kre or aap dekhenge kii window install hone lagegi.
step 8. installation puri hone ke bad yah restart hoga . or restart hone ke bad aap isme name dal sakte he .
step 9. ab agr aap isme pasword rakhna chahte he to aap password rakh sakte he or nhi rakhna chahte to isse skip kr deejiye. next hone ke bad aap dekhenge ki yah aapse product key mangega aap product key ko internet pr dekh sakte he .
step 10. is option pr agr aapke pass product key nhi he to aap ise ask me later kr sakte he
step 11. ab aapko yha pr teen option show honge home, public, work, aap inmese koi bhi option select kr sakte he
to dosto ho gya apna window 7 install . dosto window 7 8or 10 ko install karne ki prakriya same he . aap window 8 or 10 ko meri other post se download kr sakte he .
to dosto ummid karta hu kee aaplogo ke liye ye post bahut hee helpful hoga.
dosto agr aapko koi bhi dikkat ho to aap comment kr ke usse solve kr sakte ho.
Window 7 8 And 10 Ko Kaise Install Kre Iso File - Windows Information >>>>> Download Now
ReplyDelete>>>>> Download Full
Window 7 8 And 10 Ko Kaise Install Kre Iso File - Windows Information >>>>> Download LINK
>>>>> Download Now
Window 7 8 And 10 Ko Kaise Install Kre Iso File - Windows Information >>>>> Download Full
>>>>> Download LINK